Thursday, November 18, 2010

HAPPY BIRTHDAY DEAREST VINU..........

kehtha muja pagal,
kehtha muja pagal
lekin pagal ka mathlab bi hai isna muja samjaya...
dosthi ka pagalpan isne muja sikaya

Ab kahu tho kya kahu,
likhu tho kya likhu...
aisi shaksiyath jiske lia shayad-
muja kabhi shabdo ko khojna ki sarurath na,
mahsoos hui..
aisi shaksiyath jo na jaane kya keh jatha hai
fir bi meh bevkuf bani rehthi...
kyunki.....
kyunki.....
kyunki.....
wo khud b hai meri bhathi bevkuuf......
wo khud b hai meri bhathi aalsi......
wo khud b hai meri bhathi achaaaa...
mein jaanu ki yeh tha kuch jyaada.....

pehchaanu ki kari mena apni tharif jyaada....

lekin thu na hoo kafha,
kyunki ab mein huu bandhna jaa rai 
teri tharif ki pull....
balki thaarifoo ki pull....
isilia hasoooo,,,,,
muskuraooo,,,,,,
kyunki aya hai mera dosth ka janamdin......
kyunki aya hai mera dosth ka janamdin......

patha hi na chala ki kab ye aat saal ka safar
aat palo ki bhathi beetha...
patha hi na chala ki kab ek anjaan ullu
sabsev accha 
mera pyara dosth bana....
patha hi na chala ki kab meri bevkufio
shethaniooo....
ladaiyooo...
aur ansu tapkana mein b kisi ne mera sath dia... 
patha chalega b kaisa 
tthu jo hai mera dosth...
thu jo hai mera dosth.....

sabsa pyara mera dosth...
sabse pyara mera dosth....
jiska janamdin he ayaaa...
teri muskuraahat hai mena chaaha
teri muskurahat hai mena maanga

HAPPY B'DAY
MY BEST FRIEND........  


No comments:

Post a Comment